Search

How to gain weight in hindi - vajan kaise badhaye

How to gain weight in hindi - vajan kaise badhaye
Namaskar dosto Aaj hum apko vajan badhane ke baare mein, healthy tips aur Puri Jankari dene ja rahe hain Jis ki madad se aap Apna vajan aur takat Teji Se Bada sakte hai, ayiye Jante Hain ye sasti asan aur desi tips.
How to gain weight in hindi - vajan kaise badhaye

How to gain weight in hindi

Eat Chicken and eggs

  • Dost vajan badhane ke liye sabse Jyada takatwar Chicken aur Ande Hote Hain isme bharpur matra main protein calcium or vitamin Hote Hain Jo Hamare Sharir ko Teji vajan badhane me madat karte hain aur Sharir ko tandrusti aur takat dete hai, isliye Hame Ek weak main 3 baar chicken khana bahut jaroori hai nuskhe ka Sevan karte hi farak Dekhna shuru ho jayega.


Sarso ka saag


  • Body banane aur vajan badhane ke liye hamare rojana diet me high protine aur vitamin hona bahut jaruri hai es post me ham apko maas se bhi jyada takatavar vitamin aur protin se bharpur chij ke bare me batalane jaa rahe hain, jo shakahari logo ke liye bahut labhdayak hai.
  • Sardiyo ke mausam me sarson ka saag khana bahut labhkari mana gaya hai, sarson ka saag hari sabjiyon me sabse uttam hai esme bharpur matraa me protin, calsium, vitamin, magnisium, fiber aur achi fat shamil hoti hai, jo hamare sharir ki sabhi kamiyon ko door karne me sahayta karte hain, saptah me 2 baar sarson ke saag ka sevan karne se aur exersice karne se vajan badhne lagta hai body banane me asani hoti hai sarso kaa saag khane se ankhon ki roshni teji se badhne lagti hai, sarson ke saag ko punjab me meat se bhi jyada takatvar mana jata hai, esliye punjab ke log sardiyo me jyadatar sarson ke saag ka sevan karte hain.

How to gain weight in hindi - vajan kaise badhaye


Sehat kyu nhi bnti

  • Achi deit aur sahi exersice lagane ke baad bhi log kamjor rahte hain eska sabse bada karan hai, sharir ka thos hona jyada exersice aur vajan uthane se maas peshiyan tight ho jati hain aur sharir kaa akar vikasit hona band ho jata hai es post me ham apko bilkul sahi jankari denge jisse aap dublepan se chutkara paa sakte hain.


Steem bath


  • Exersice karne ke baad steem baath karna bahut jaruri hai saptah me 2 baar steem baat karne se sharir ke sare rom khul jate hain steem baath karne se muscel gain hone shuru ho jaate hain, proffional bodybilder bhi steem baath ka estemal karte hain jis karan unka sharir vikasit hona shuru ho jata hai, jo vyakti dublepan se pareshan hai vo saptaah me 2 baar steem baath jarur karen vajan badhna shuru ho jayega.
  • Exersice karne ke baad sharir ko relax karne ke liye badam tel ke saath malish jarur karen jisse hadldiyon aur maas peshiyon ko taakat milegi dubla patla sharir mota aur takatvar hona shuru ho jayega.


Ashwgandha ka sevan

  • Ashwgandha me vajan badhane aur hight badhane wale tatv mojud hote hain vigyanio dvara prmanit hua hai, ki sardiyon me ek gilas dudh me adha chamach Ashwgandha powder milakar pine se hight aur vajan dono badhne lagte hain aur khaya piya lgne lagtaa hai.


Otas ka sevan


  • Otas me bharpur matra me protin, vitamin aur minrals mojud hote hain otas ka daliya banakar khane se vajan badhne lagta hai ots halka bhojan hota hai jo jaldi pach jataa hai, jisse dublapan dur ho jataa hai body banane ke liye ots kaa sevan karna sabse labhdayak hai.


Anjeer aur shatavar ka sevan


  • Anjeer aur shatavar me protin, calshium, vitamin aur sabhi minrals hote hain, jo sharir ka vikas aur viksit karne me bahut labhdayak hai anjeer aur shatavar ka powdar dudh me milakar pine se vajan badhne lagta hai vajan badhane ke liye aur dublapan dur karne ke liye yeh ek ayurvedic dwai hai ayurvaic hone ke karan iske sehat par koi side effect nhi hota.

Post a Comment

0 Comments