Dendruff Door krne ke gharelu nuskhe
Baalo me rusi (रूसी) yaani Dendruff (डैंड्रफ) hona aam baat hai lekin Dendruff par baar-baar khujli karne se yah teji se badhne lagti hai, jisse baal kamjor aur jhadne shuru ho jaate hain, aaj ham apko baalo ki dekhbhal aur Dendruff se bachne ka nuskha batane jaa rahe hai jise apnane se aap jhadte hua baal aur Dendruff se chutkara pa sakte hai.
Best Home Remedies for Dandruff in Hindi | डेंड्रफ दूर करने के घरेलू नुस्खे

How to Remove Dandruff in Hindi - रूसी (डैंड्रफ) कैसे हटाये

Baalo me agar dendruff hai to tel ki madad se malish karna faydemand hota hai, esse baalo me khoon prvaah thik se hota hai, or tel ki malish balo ke liye jaruri poshak tatv prdan karti hai, agar aap bhi dendruff se pareshan hain to hum apko batane jaa rahe hain aise tel jisse apko Dandruff se chhutkara mil jayega.

Dendruff Door Karne Wale tel - डैंड्रफ दूर करने वाले तेल :-



  1. Nariyal tel - नारियल तेल
  2. Sarso ka tel - सरसों का तेल
  3. Jaitun ka tel - जैतून का तेल
  4. Til ka tel - तिल का तेल
  5. Neem aur tulsi - नीम और तुलसी
  6. Dahi aur Lasi - दही और छाछ
  7. Methi se upchar - मेथी से उपचार

Best Home Remedies for Dandruff in Hindi | डेंड्रफ दूर करने के घरेलू नुस्खे

Nariyal tel - नारियल तेल


  • Nariyal ke tel me enti-bectiria aur enti-fungel goon hote hain, eske upyog se baalon me se dendruff hatane me madad hoti hai, nariyal ke tel ko garm kare aur esme nimbu kaa ras milaye es tel se 5 mint malish kare 15 minat ke baad baalon ko dho len dendruff ye raht mil jayegi.

Best Home Remedies for Dandruff in Hindi | डेंड्रफ दूर करने के घरेलू नुस्खे

Sarso ka tel - सरसों का तेल


  • Sarso ke tel me badi matraa me enti-oxydent hote hain, es tel ke saath baalon ko malish karne se rakt prvah thik se hone me madad hoti hai, 1 chamach sarso kaa tel, 1 chamach nariyal ka tel aur 1 chamach kestro oil kaa mishran banaye, es mishran se baalon men malish kare aur 25 mint ke baad shampoo se dho le, yah upaay weak men 2 se 3 baar jarur kare isse dendruff door krne me madad kilti hai.


Best Home Remedies for Dandruff in Hindi | डेंड्रफ दूर करने के घरेलू नुस्खे

Jaitun ka tel - जैतून का तेल



  • Jaitun ke tel me bahut sare poshak tatv hote hain jo baalon ko svasth bnaye rakhne me madad kar sakte hain, yadi aap apne baalo ki sabhi samasyao ko door karna chahte hain, to ek katori me 2 chamach jaitun ka tel aur 1 chamach haldi milaye es mishran se baalon ki malish karen, ek ghante baad shampoo se baal dho le, weak me 2 se 3 baar aisa karne se sabhi baalo ki samasya dur ho jayegi or dendruff door ho jayega.



Til ka tel - तिल का तेल



  • Yadi aap baalo me dendruff ki samasya se preshan hain to til ka tel apke liye faydemand hoga, baalo ki jado me til ke tel se malish kare, ek ghante ke baad garam paani se dho le, es upay ko weak me 2 se 3 baar karen dendruff or rushi bilkul khatam ho jayegi.


Neem aur tulsi - नीम और तुलसी



  • 10 neem ki pattiya, 10 tulsi ki pattiyo ko paani me ubalakar es paani ko baalo me lagakar 15 mint masaj kare neem aur tulsi me enti oxident hote hai jo Dendruff ko jad se khatm karne me sahayta karte hain neem aur tulsi ke paani ko din me 2 baar lagane se Dendruff jad se khatm ho jata hai.


Best Home Remedies for Dandruff in Hindi | डेंड्रफ दूर करने के घरेलू नुस्खे

Dahi aur Lasi - दही और छाछ


  • Dahi aur chanch ko baalo ke liye bahut faydemand hai dahi aur chanch ko baalo me lagakar masagge karne se Dendruff jad se khatm ho jaati hai, kamjor aur jhadte baal majbut ho jaate hai.

Best Home Remedies for Dandruff in Hindi | डेंड्रफ दूर करने के घरेलू नुस्खे

Methi se upchar - मेथी से उपचार


  • 2 chamach methi ko raat bhar paani me bhigoye aur agli subah ise pis kar lep bana le, es lep ko apne baalo aur sir par kam se kam 15 mint ke liye lagaye, 15 mint ke baad baalo ko achi tarah se dho le behatar parinam ke liye es prakriya ko char haphto ke liye lagaye, Dendruff se rahat milegi.