Body Banane ka Tarika - Body Banane ke liye protine hamare sharir ke liye bahut jaruri hai, sharir ko paryapt matra me protine milne se hi sharir takatavar bana rahta hai, es post me hum apko protine se bharpur aisi chize batayenge, jise saptah me do baar khane se sharir me kabhi bhi protine ki kami nahin ayegi or body bnane me tezi se help milegi.
1). Daal ka sevan (दाल का सेवन) :- dalo me sabse jyada protine raajma me paya jata hai, jo vyakti protine ki kami se pareshan hai, vo rojana 50 graam raajma ubalkar jarur khaye, rajma me chikan se bhi jyada protine paya jata hai, jo sharir ke liye behad jaruri hai protine se sharir me vikas hona shuru ho jata hai, raajmaa ki sabji ya rajma ko ubaalakar khaane se sharir me kabhi bhi protine ki kami nahin rahti.
2). Soyabeen ka sevan (सोयाबीन का सेवन) :- Soyabeen me bharpur matra me protine aur vitamin paya jata hai, eska estemaal mahnge supliment banane ke liye bhi kiya jata hai, lekin aap ese ghar par bhi banaa sakte hain chhoti soyabeen aur badi soyabeen ko pisakar eska powdar bana le. gym lagane ke 1 ghantaa baad es powdar ka ek chamach garam dudh ke saath sevan kare rojana es powdar ka sevan karne se sharir ki kamjori dur ho jaati hai, body banane me madad milti hai aur ye powdar pachan shakti ko majbut karta hai jisse khaya piya lagne lag jata hai.
3). Mungfali ka makhan (मूंगफली का माखन) :- Mungfali ka makhan duniya ke sabse lokapriye food me se ek hai, yah khane me bahut swadisht hota hai, mungfali ka makhan body bnane aur vikas me bahut madadgar hai.
Ek chammach mungfali kaa makhan me 5 gram protine shamil hota hai, ye protine shudh aur behad faydemand hai sharir ko bimariyo se ladne aur tandurust banaye rakhne ke liye mungfali ka makhan sharir ke liye bahut jaruri hai.
Mungfali ka makhan khane ko pachne me madad karta hai, jin logo ko khaya piya nahi lagta vo mungfali ke makhan kaa sevan jarur kare yah hai halka hone ke karan jaldi pach jataa hai, bodybuider body bnane ke liye iska sevan rojana krte hai.
5). Teel (तिल) :- Teel ko ayurvedik aushadhi ke rup me kayi dwaiya banane ke liye upyog kiya jata hai,sardiyo me til ka sevan karne se sharir me garmi paida hoti hai, kale til aur safed til ko pisakar dudh ke saath sevan karne se sharir ki har kamjori dur ho jaati hai jo vyakti sharirik kamjori aur dublepan se pareshan hai, vo ek chamach til powdar dudh ke sath rojana sevan kare, 1 saptah me hi asar dikhna shuru ho jayega bhune hua til ki panjiri khane se vajan badhne lagta hai aur body bnane me help milti ha.
6). Hari sabzi (हरी सब्जी):- Ubli hui hari sabjiya jaise palak, matar, brokli, hari gobhi, dhaniya en chijo ka sevan karne se sehat tandurust rahti hai hari sabjiya khane se bhot si bimariya dur hoti hain, haei sabzi ubalkr khane se body or muscle gain hone suru ho jate hai.
7). Jaitun ka tel (जैतून का तेल) :- jaitun ka tel body ke liye behad labhdayak hai rojana sharir par jaitun ka tel lagane se bimariyan dur ho jaati hain, jaitun ke tel me baaai gayi sabji body ki har kami ko pura karti hai, body bnane ke liye jaitun ka tel bhot faydemand hai.
8). Paneer (पनीर) :- Paneer me protine, iron aur calsium hota hai, jo khoon badhane me madad karta hai, har roj 100 gram kacha paneer khane se sharir ko takat prdan hoti hai aur sharir bimariyo se bacha rahta hai, gym lgane ke kuch time baad paneer khane se body tezi se grow hone lagti hai.
9). Machli (मछली):- Machli me high protine paya jaaltaka hai, ye protine sharir ke vikas me madad karta hai, ankho ki roshni ko tej karne me sahayta karta hai, rojana 100 gram machli khane se height badhane or body bnane me madad milti hai.
11). Dudh or Kela (दूध और केला) :- Body banane ke liye banana shake sabse uttam hai, ek gilas dudh me 2 kele, ek chamach shahad, ek chamach oats milakar mixi me shake bana le, es shake ko exercise lagane ke baad piye banana shek me bharpur matra me calsium, protine, minaral shamil hote hain jo body banane me bahut upyogi hai rojana ek gilas banana shake pine se body banane me madad milti hai.
12). Ananas (अनानास) :- Ananas juice me adha chamach ashvgandha powder milakar shake bana le, ashvagndha aur anaanaas me bharpur matra me protine, carbo, vitamin shamil hote hain exersice ke baad es shek ko pine se body tezi se grow honi shuru ho jati hai.
En sabhi chizo ko dalkar mixy me shake bana le, es shek me 550 calori, 55 gram protine aur 46 graam carbo shamil hoti hai, jo gym lagane walo ke liye sabse powerful diet hai, ese pine se body tezi se bnni shuru ho jati hai.
14). Banana Shake ( केला शेक) :- Kele ka shake body ke liye bahut labhdayak hai, jo body ko calori, takat aur urja deta hai, kele ka shake banane ke liye,
En sabhi chizo ko mixy me dalkar shake bana le, es shake me 580 calori, 58 gram protine, 20 gram fat, 38 gram carbo shamil hoti hai, jo rojana hamari body ke liye bahut jaruri hai es shake ko gym lgane ke baad pine se body tezi se badhne lagti hai.
15). Bhige huye chane (भीगे हुए चने):- Chano ko regular khane se vajan badhta hai, ye body gain karne me madad karta hai esse muscle strong hote hain, pratidin eska sevan karne se body apne app grow honi shuru ho jati hai.
Body Kaise Banaye ― बॉडी कैसे बनाये
- Body Banane ke liye log desi angreji dawai aur anek chijoz ka sevan karte hain, lekin Body na banne ke kaaran pareshan rahte hain, shayad aap na jaante ho bhari khana pachne me bahut mushkil hoti hai, jis karan hamare sharir ko khaya piya nahin lagta aur ham Body Banane me fail ho jate hai.
Body Banane ke Tarike ― बॉडी बनाने के तरीके
- 18 saal se jyadaa umae wale vyakti ko tandrust rahne ke liye 75 gram protine har roj khana jaruri hai, Ek bade ande me 6 gram protine shamil hota hai, ye protine hamare sharir me kayi bimariyo ko dur karta hai.
- Ek gilaas dudh men 10 gram protine shamil hota hai, jo hamare body ke kayi ango ki muramat karta hai, body ke vikas ke liye rojana ek gilaas dudh pina bahut jaruri hai, takatvar sharir banane ke liye hai, protine sehat ke liye bahut jaruri hai.
Bodybuilding Food List in Hindi ― बॉडी बनाने के लिए कैसा खाना खाये
- Daal ka sevan ― दाल का सेवन
- Soyabeen ka sevan ― सोयाबीन का सेवन
- Mungfali ka makhan ― मूंगफली का माखन
- Daliya ― दलिया
- Teel ― तिल
- Hari sabzi (हरी सब्जी
- Jaitun ka tel (जैतून का तेल)
- Paneer (पनीर)
- Machli (मछली)
- Hare Channe (हरे चने)
- Dudh or Kela (दूध और केला)
- Ananas (अनानास)
- Apple Shake (सेब का शेक)
- Banana Shake ( केला शेक)
- Bhige huye chane (भीगे हुए चने
Body Grow in Hindi ― बॉडी बढ़ाना हिंदी में
1). Daal ka sevan (दाल का सेवन) :- dalo me sabse jyada protine raajma me paya jata hai, jo vyakti protine ki kami se pareshan hai, vo rojana 50 graam raajma ubalkar jarur khaye, rajma me chikan se bhi jyada protine paya jata hai, jo sharir ke liye behad jaruri hai protine se sharir me vikas hona shuru ho jata hai, raajmaa ki sabji ya rajma ko ubaalakar khaane se sharir me kabhi bhi protine ki kami nahin rahti.
Body Grow Powder ― बॉडी बनाने वाला पाउडर
2). Soyabeen ka sevan (सोयाबीन का सेवन) :- Soyabeen me bharpur matra me protine aur vitamin paya jata hai, eska estemaal mahnge supliment banane ke liye bhi kiya jata hai, lekin aap ese ghar par bhi banaa sakte hain chhoti soyabeen aur badi soyabeen ko pisakar eska powdar bana le. gym lagane ke 1 ghantaa baad es powdar ka ek chamach garam dudh ke saath sevan kare rojana es powdar ka sevan karne se sharir ki kamjori dur ho jaati hai, body banane me madad milti hai aur ye powdar pachan shakti ko majbut karta hai jisse khaya piya lagne lag jata hai.
3). Mungfali ka makhan (मूंगफली का माखन) :- Mungfali ka makhan duniya ke sabse lokapriye food me se ek hai, yah khane me bahut swadisht hota hai, mungfali ka makhan body bnane aur vikas me bahut madadgar hai.
Ek chammach mungfali kaa makhan me 5 gram protine shamil hota hai, ye protine shudh aur behad faydemand hai sharir ko bimariyo se ladne aur tandurust banaye rakhne ke liye mungfali ka makhan sharir ke liye bahut jaruri hai.
Mungfali ka makhan khane ko pachne me madad karta hai, jin logo ko khaya piya nahi lagta vo mungfali ke makhan kaa sevan jarur kare yah hai halka hone ke karan jaldi pach jataa hai, bodybuider body bnane ke liye iska sevan rojana krte hai.
Sehat Banane ka Tarika ― सेहत बनाने का तरीका
4). Daliya (दलिया) :- Bahut se log shakahari hote hain, jo maas ka sevan nahin kar pate body isliye banane ke liye sharir ko paryapt matra me protine, vitamin, fiber aur minarals ki jarurat hoti hai, jo sab daliya me paya jata hai, daliye me penut butter oats dalkr bna le, es mein bharpur matra me protine, vitamin, fiber aur minrals shamil hota hai, exersice ke 1 ghante baad es dalie ko khane se body banane me bahut teji se madad milti hai aur saath hi sharir taaktavar ban jata hai.5). Teel (तिल) :- Teel ko ayurvedik aushadhi ke rup me kayi dwaiya banane ke liye upyog kiya jata hai,sardiyo me til ka sevan karne se sharir me garmi paida hoti hai, kale til aur safed til ko pisakar dudh ke saath sevan karne se sharir ki har kamjori dur ho jaati hai jo vyakti sharirik kamjori aur dublepan se pareshan hai, vo ek chamach til powdar dudh ke sath rojana sevan kare, 1 saptah me hi asar dikhna shuru ho jayega bhune hua til ki panjiri khane se vajan badhne lagta hai aur body bnane me help milti ha.
6). Hari sabzi (हरी सब्जी):- Ubli hui hari sabjiya jaise palak, matar, brokli, hari gobhi, dhaniya en chijo ka sevan karne se sehat tandurust rahti hai hari sabjiya khane se bhot si bimariya dur hoti hain, haei sabzi ubalkr khane se body or muscle gain hone suru ho jate hai.
7). Jaitun ka tel (जैतून का तेल) :- jaitun ka tel body ke liye behad labhdayak hai rojana sharir par jaitun ka tel lagane se bimariyan dur ho jaati hain, jaitun ke tel me baaai gayi sabji body ki har kami ko pura karti hai, body bnane ke liye jaitun ka tel bhot faydemand hai.
8). Paneer (पनीर) :- Paneer me protine, iron aur calsium hota hai, jo khoon badhane me madad karta hai, har roj 100 gram kacha paneer khane se sharir ko takat prdan hoti hai aur sharir bimariyo se bacha rahta hai, gym lgane ke kuch time baad paneer khane se body tezi se grow hone lagti hai.
9). Machli (मछली):- Machli me high protine paya jaaltaka hai, ye protine sharir ke vikas me madad karta hai, ankho ki roshni ko tej karne me sahayta karta hai, rojana 100 gram machli khane se height badhane or body bnane me madad milti hai.
Weight Gain Tips in Hindi ― वेट गेन टिप्स इन हिंदी
10). Hare Channe (हरे चने) :- Hare chano ko takat ka khazana mana jata hai, kyonki esme protine, calsium, vitamin, magnisium, jink aur fiber bharpur matra me shamil hota hai jo hamare body ki kamjori ko door karne me bahut teji se kaam karta hai, uble hua hare chane khane se body muscle gain hote hai.11). Dudh or Kela (दूध और केला) :- Body banane ke liye banana shake sabse uttam hai, ek gilas dudh me 2 kele, ek chamach shahad, ek chamach oats milakar mixi me shake bana le, es shake ko exercise lagane ke baad piye banana shek me bharpur matra me calsium, protine, minaral shamil hote hain jo body banane me bahut upyogi hai rojana ek gilas banana shake pine se body banane me madad milti hai.
12). Ananas (अनानास) :- Ananas juice me adha chamach ashvgandha powder milakar shake bana le, ashvagndha aur anaanaas me bharpur matra me protine, carbo, vitamin shamil hote hain exersice ke baad es shek ko pine se body tezi se grow honi shuru ho jati hai.
Body Banane ka Tarike in Hindi ― बॉडी बनाने का तरीका हिंदी में
13.) Apple Shake (सेब का शेक) :- Seb ka protine shake body banane ke liye sabse labdayak hai, gym lagane ke baad apple protine shake pine se sharir ko urja aur takat milti hai, apple protine shake banane ke liye 1 gilas dudh,- 1 kadukas kiya hua seb
- 1 chamach dalchini
- 1 chamach oats
- 2 chamach pisa hua badam powder,
- 1 chamach choclate powder
En sabhi chizo ko dalkar mixy me shake bana le, es shek me 550 calori, 55 gram protine aur 46 graam carbo shamil hoti hai, jo gym lagane walo ke liye sabse powerful diet hai, ese pine se body tezi se bnni shuru ho jati hai.
14). Banana Shake ( केला शेक) :- Kele ka shake body ke liye bahut labhdayak hai, jo body ko calori, takat aur urja deta hai, kele ka shake banane ke liye,
- 1 gilas dudh
- 2 kele
- 1 chamach peenut butter
- 1 chamach oats
- 1 chamach coconut powder
- 2 chamach choclate protine powder
En sabhi chizo ko mixy me dalkar shake bana le, es shake me 580 calori, 58 gram protine, 20 gram fat, 38 gram carbo shamil hoti hai, jo rojana hamari body ke liye bahut jaruri hai es shake ko gym lgane ke baad pine se body tezi se badhne lagti hai.
15). Bhige huye chane (भीगे हुए चने):- Chano ko regular khane se vajan badhta hai, ye body gain karne me madad karta hai esse muscle strong hote hain, pratidin eska sevan karne se body apne app grow honi shuru ho jati hai.
1 Comments
Best Bodybuilding Tips 24muscle
ReplyDelete